Skip to product information
Rosemary Leaves, 500 gm

Rosemary Leaves, 500 gm

Sale price  Rs.900.00 Regular price  Rs.2,000.00

🌿 Rosemary Leaves – Baalon, Skin aur Health ke liye Shandar!

Rosemary Leaves 100% natural, clean aur premium quality ke hain. Yeh na sirf khanay ka zayqa barhate hain, balkay baalon ki growth aur scalp health ke liye bhi bohot faidemand hote hain. Jo log hair fall se pareshaan hain, ya jinke baal patlay ho rahe hain — unke liye yeh ek natural remedy hai.

Khas Baaten:

  • ✔️ 100% natural rosemary leaves
  • ✔️ Hair growth ko fast karte hain
  • ✔️ Scalp blood circulation behtar banate hain
  • ✔️ Hair fall ko kam karta hai
  • ✔️ Jadon ko mazboot banata hai
  • ✔️ Dandruff aur dry scalp ke liye bohot acha
  • ✔️ Cooking aur herbal tea mein bhi istemal hota hai

💇♀️ Baalon ke liye Rosemary ka faida:

  • Baalon ki jarron tak khoon ki gardish badhata hai

  • Hair follicles ko active karta hai

  • Baalon ko shiny aur thick banata hai

  • Natural fragrance scalp ko fresh rakhti hai

🧴 Use Karne ka Tarika (Hair):

  • 1 cup paani mein 1 tbsp rosemary leaves ubal kar thanda hone do

  • Baalon mein rinse ki tarah lagao

  • Hafte mein 2-3 dafa use karo

  • Chahe to almond oil ya coconut oil mein bhi boil karke Rosemary ka oil bana sekhty hai

🍽️ Food mein istemal:

  • Grilled chicken, steak, roast, potatoes, soups aur pasta mein zabardast aroma deta hai 

  • Herbal tea ke liye bhi perfect

💡 Hamare Rosemary Leaves kyun?

Top quality, clean, fragrant aur fresh — na dhool, na milawat. Jo cheez order karte ho, wohi premium quality par milti hai. Cooking, skincare aur hair care — teenon ke liye perfect.


🛒 Abhi order karo! Fresh & premium Rosemary Leaves ghar bethe hasil karo — hair growth aur taste dono ka perfect solution!

You may also like